Matti Ki Moorton Ka Hai Mela Laga Hua

Matti Ki Moorton Ka Hai Mela Laga Hua
Ankhen Talash Karti Hain Insan Kabhi Kabhi...

Matti Ki Moorton

Ye Kameyabiya Izzat Ye Nam Tumse Hai

Ye Kameyabiya Izzat Ye Nam Tumse Hai
Khuda Ne Jo Bhi Diya Muqam Tumse Hai...

Ye Kameyabiya Izzat

Ishq To Kafiron Se Bhi Zyada Zalim Hai

Ishq To Kafiron Se Bhi Zyada Zalim Hai
Wo Murda Ko Jalaty Hain Ishq Zinda Ko Jala Deta Hai...

Ishq To Kafiron

Toot Gaya Sagar To Peny Ka Khayal Aya

Toot Gaya Sagar To Peny Ka Khayal Aya
Lutt Gayi Zindagi To Jeeny Ka Khayal Aya...

Toot Gaya Sagar

Sharam Ati Hai K Dushman Kisy Samjhen Mohsin

Sharam Ati Hai K Dushman Kisy Samjhen Mohsin
Dushmani K Bhi To Meyaar Hua Karte Hain...

Sharam Ati Hai

Abhi Tak Main Chupata Hun Hatheli Ko Kitabon Ko

Abhi Tak Main Chupata Hun Hatheli Ko Kitabon Ko
Meri Adat Abhi Tak Hai Tumhara Nam Likh Dena...

Abhi Tak Main

Chhura Kar Hath Narmi Se Yehi Kehti Hai Rozana

Chhura Kar Hath Narmi Se Yehi Kehti Hai Rozana
Abhi Tak Ghair-Mehram Hun Tumhari Kuch Nahi Lagti...

Chhura Kar Hath

Wo Dil K Tere Liye Be-Qarar Ab Bhi Hai

Wo Dil K Tere Liye Be-Qarar Ab Bhi Hai
Wo Ankh Jisko Tera Intzar Ab Bhi Hai...

Wo Dil K

Har Bat Janty Hue Bhi Dil Manta Na Tha

Har Bat Janty Hue Bhi Dil Manta Na Tha
Hum Jany Aitbar K Kis Marhaly Me The...

Har Bat Janty

Kuch Lafz Mujhe Udhaar Chahiyen

Kuch Lafz Mujhe Udhaar Chahiyen
Husn-E-Yaar Pe Ghazal Kehni Hai...

Submitted By: Paaris Sohail

Kuch Lafz Mujhe

Main Chahat Ki Is Manzil Par A Pohancha Hun

Main Chahat Ki Is Manzil Par A Pohancha Hun
Koi Teri Janib Dekhe Mujhe Acha Nahi Lagta...

Main Chahat Ki

Shidat-E-Gham Me Mere Deeda-E-Tar Ne Mohsin

Shidat-E-Gham Me Mere Deeda-E-Tar Ne Mohsin
Pathron Ko Bhi Kayi Baar Pigalty Dekha...

Shidat-E-Gham Me

Kuch Khas Dilon Ko Ishq K Ilhaam Hotey Hain

Kuch Khas Dilon Ko Ishq K Ilhaam Hotey Hain
Muhabbat Mojza Hai Mojzey Kab Aam Hotey Hain...

Kuch Khas Dilon

Farz Karo Tum Kuch Na Pao Apna Ap Luta Kar Bhi

Farz Karo Tum Kuch Na Pao Apna Ap Luta Kar Bhi
Farz Karo Koi Mukar He Jaye Sachi Qasam Utha Kar Bhi...

Farz Karo Tum

Mera Zarf Samjho Ya Meri Zaat Ka Parda

Mera Zarf Samjho Ya Meri Zaat Ka Parda
Jab Se Tooti Hun Khamosh Rehti Hun...!!

Mera Zarf Samjho

Koi Jab Chor Jaye To Gila Us Se Nahi Karna

Koi Jab Chor Jaye To Gila Us Se Nahi Karna
Gila Apno Se Hota Hai Nahi Hota Ye Ghairon Se...

Koi Jab Chor

Maine To Wo Khoya Hai Jo Mera Kabhi Tha He Nahi

Maine To Wo Khoya Hai Jo Mera Kabhi Tha He Nahi
Par Usne To Wo Khoya Hai Jo Sirf Uska Tha...

Maine To Wo

Zra Talkh Lehjy Me Bat Kar Zra Be-Rukhi Se Peish Aa

Zra Talkh Lehjy Me Bat Kar Zra Be-Rukhi Se Peish Aa
Main Isi Nazar Se Tabah Huwa Mujhe Dekh Na Pyar Se...

Zra Talkh Lehjy

Wo Kar Nahi Rha Tha Meri Bat Ka Yaqeen

Wo Kar Nahi Rha Tha Meri Bat Ka Yaqeen
Phir Yoon Huwa K Marr K Dikhana Pra Mujhe...

Wo Kar Nahi

Sulag Uthe Hain Kinaron Pe Sang Raizy

Sulag Uthe Hain Kinaron Pe Sang Raizy Bhi
Gira Hai Toot K Pani Main Hosla Kis Ka...

Sulag Uthe Hain

Milti Hi Nahi Is Duniya K Liye Fursat

Milti Hi Nahi Is Duniya K Liye Fursat
So Jaun To Khawab Tere, Jagun To Khayal Tere...

Milti Hi Nahi

Agar Kabhi Nend Aa Jaye To So Bhi Lia Kar

Agar Kabhi Nend Aa Jaye To So Bhi Lia Kar Sagar
Raaton Ko Jagne Se Bichre Lauta Nahi Karte...

Agar Kabhi Nend
Kayi Raahgeer Dekhe Mene Pyaas Bujhate Hue

Kayi Raahgeer Dekhe Mene Pyaas Bujhate Hue

Kayi Raahgeer Dekhe Mene Pyaas Bujhate Hue
Par Koi Tujh Si Manzil Ko Na Jate Hue Dekha

Ek Sakoon Tha Milta Jo Us Roshni Ki Raat Me
Jalta Diya Bujhte, Ek Sham Raakh Hote Dekha

Jo Kabhi Musibat-Zadon Ka Dastgeer Hua Karta Tha
Mehkhane Me Usy Shabab Se Sharab Hote Dekha

Ghalti Se Us K Aks Ko Jo Hum Hath Laga Bethe
To Saye Ki Tarha Lakeeron Ko Bhi Khak Hote Dekha

Han Sikha Raha Tha Wo Ishq Kisi Ko Parh Kar
Aur Uski Haiwaniyat Ko Hum Ne Rohaniyat Hote Dekha...

Submitted By: Vivek Dhami

Hosh Urr Jate Hain Osaan Bhi

Hosh Urr Jate Hain Osaan Bhi
Hath Se Jaenge Do Jahan Bhi
Jab Mohabbat Ka Raag Chirta Hai
Dil Bhi Jata Hai Aur Jaan Bhi...

Submitted By: Nazar Hussain

Hosh Urr Jate

Mujh Ko Aata Hai Hunar Faqat Tasalli Ka

Mujh Ko Aata Hai Hunar Faqat Tasalli Ka
Is Se Bhala Kahan Pait Bhar Paye Ga...

Submitted By: Paaris Sohail

Mujh Ko Aata